Sunday, 20 December 2015


World & indian geography GK

Q. 1 – Vayumandal mai Sarvadhik Vayu konsi
hai ?
Ans. – Nietrojan (78%)
Q. 2 – Mangnij utpadan ki darsti se vishav mai
Bharat ka konsa sathan hai ?
Ans. – 2nd (Dusra)
Q. 3 – Bharat mai Vishav ka kul kitne % Abhrak
utpadit kiya jata hai ?
Ans. – 60 %
Q. 4 – Bharat mai Khanij Tel ka anumanit
bhandar kitna hai ?
Ans. – 400 Crore Tan
Q.5 – Bharat ki sarvadhik utpadak Mitti konsi
hai ?
Ans. – Jaload Mitti
Q.6 – Vishav ki sabse badi Jhil konsi hai ?
Ans. – Kaspian Sagar Jhil
Q.7– 200 cm/year wale van konse hai ?
Ans. – Ushan Kativandhiya Sadavahaar Van
Q. 8 – Kis Sathaan par Din me Char bar Jawar
Bhatta aata hai ?
Ans. – Sothempatan (England)
Q.9– Jaliya Golarad ke naam se kis Mahasagar
ko jana jata hai ?
Ans.- Parshant Mahasagar ko
Q.10-Bhukamp ke adhyan ko kya kehte hai?
Ans-Sismology

No comments: