Monday, 7 December 2015

Parwah kar uski jo teri
parwah kare,
Zindagi mein jo kabi na
tanha kare,
Jaan ban ke utar jaa uski
ruh mein,
Jo jaan se bhi jyada tujhse
wafa kare.
ab chhoti chhoti baaton
mein,
hum haste they , rote they ,
TAB SE TUMSE PYAAR
KIYA
Jab bin mausam barsaato
mein,
hum jhoom jhoom ke gaate
they ,
TAB SE TUMSE PYAAR
KIYA
Jab chup chup ke aadhi
raaton mein,
chhat pe taare ginte they ,
TAB SE TUMSE PYAAR
KIYA
Ab toh khud bhi bhool
chuka hu,
ki kabse tumse pyaar kiya,
bas itna he keh sakta hu, ki
SIRF TUMSE,
TUMHI SE PYAAR KIYA ..

No comments: